Thursday, April 25, 2024
HomeHyderabadWrong side driving ke qilaaf police ki qusoosi muheem

Wrong side driving ke qilaaf police ki qusoosi muheem

Hyderabad traffic police shere me hadise ke taidat ko kum karne ke liye motor cycle ke zariye wrong side driving ke qilaaf warzziyo ki murook tham ke sher bhar me qoosusi muheem chalayi gayi police in jagho ki nigrani kar rahi hai jaha wrong side driving hoti hai aur in ilaqo me khasa teams ke saath agaye ye muheem chalayi jayegi kyuki in ilaqo me haad se ke waqiyat peech aa rahe hai Traffic police ziyada tarh hadse ki wajhe me kuch toh mulaik bhi hote hai aur in hade so ko motor cycle ki zariye se wrong side qaraar dete hai.

Galat side se gadi chalane wale khud apni aur sadak par chalne walo ki zindagiyo ko qatare me daal dete hai Hyderabad ke additional commissinor of traffic police Anil kumar ne kaha ke bohot se log ye chand minit ki behas ke liye ye qatara moodh lete hai jisse inki aur dusro ki zindagi ko joqimme daal dete hai sher me phichale saal traffic police ke ek ashariya 1.5 lakh muqdme darj hue hai jisme galt side drivering ke mamulat me izafa dekha gaya hai srif iss saaal January me police ne wrong side driving ke 18000 ke khareeb muqadma darj kiye hai. Muteda hadise me hazareen motor cycle se sahi raste par ja arahe the lakin galat side se gadi cahlane ki wajha se zaqmi ya halaq hogaye.

ALSO READ:-Uppal ke tareekhi Flyover ka kaam teezi se jari

Dusri janib traffic police ne sinto me gadi chalane wali gadiyo hirasat me lene aur inse mushavirat me shirkat me hidayat dene ka faisala kiya hai. Is tarha nishandigi wale muqamat par jaha galat se driving ka amal daqil hai police khatarnak natije ke bare me mutaneba karti hai.

Ishare aur poster lagaye gaye agle chand mahino me traffic police ab apne traffic aur sakdo ki hizafato ke liye agahe program me izafa karegi.