Monday, April 29, 2024
HomeSliderTelangana me mausam shadeed, kahi muqamat par darje hararat 40 Degree se...

Telangana me mausam shadeed, kahi muqamat par darje hararat 40 Degree se tajavees

Hyderabad garmi ki sheedaad urooj par pohunch chuki hai aur telangana riyasat bhar me mutaitda muqaamat par darje hararat pehle he 40 degree celsius ka nushana hoor karchuka hai jab ke darool hukumat hyderabad me itvaar ke din darje hararat 39 degree celsius record kiya gaya hai. Riyasat bhar me surate haal pehle he shedeed iqtehar kar chuki hai Adilabad, Medchal aur Asifabad jaise aajlaaz me darje hararat taqreeban 42 degree celsius record kiya gaya hai Jabke Peddapalli, Jagtial, aur Nizamabad 412 degree celsius record kiya gaya hai.

Hakaam ke waqat jab ye shadeed garmi ka agaz hosakta hai. Inhone ye ishaara bhi kiya April aur May riyasat ke kuch hisso me garam hawao humkaan ke saath batter hosakte hai Hindustan ke mehakme mausamaat ke ehdedaaro ke mutabiq march aur may ke waqat ziyada se ziyada darje hararat jo 35 degree celsius ke darmiyaan Hyderabad me kuch he dino me 40 degree celsius hone ka humkaan hai.

ALSO READ:-Hyderabad ki sadkon se kachray ki nikasi ke liye mazeed iqdamaat

Itvaar ke din darje hararat Himayat nagar me 39.4 degree celsius record kiya gaya hai iske baad Asifnagar 39.3 degree celsius aur uppal me 39.2 degree celsius darje harat record kiya gaya hai guzishta hafto me he kam se kam darjeharat 24 degree celsius ka uburr karne kesaat raat ka mausam bhi garm hogya tha IMD ne kaha hai ke guzizta maha me Hyderabad ko sab se ziyada darje hararat 37.2 degree celsius record kiya gaya tha jab ke rawaa saal march me 39 degree celsius record ki gayi thi kyuke surate haal April ke mahine se garam hojati hai Hyderabad me din ka darje hararat 44 degree celsius tak badh sakta hai.

Ehdedaroo ne kaha hai ke Adilabad, Medchal aur Asifabad ke alawa jaha darje hararat pehke he 41 se 42 degree celsius record kiya gaya hai Karimnagar, khammam aur Nalgonda jaise dusre ilaqo me bhi garmi ki laher shadeed hochukki hai guzista 24 hours ke duraan Jagtial ke Alipur me sab se ziyada darje hararat 41.4 degree celsius record kiya gaya hai aur peeshae kahyas ki gayi hai ke agle 3 din me darje hararat 42 degree celsius ka uboor kar sakta hai IMD ke ohdedaaro ne kaha hai ke kyuke Telangana ka shumaar Hindustan ke garami ki lehar ki buniyad hisse me hota hai isliye ziayda tar garam hawao ka ehkaam maujood rehta hai.