Eid ul Azhha Namaz/Prayer Timings
Hyderabad. Hyderabad ki mukhtalif Eidgahon aur ahem Masajid mein 22nd August Wednessday salaat Eid ul Azhha ke auqaat paish hain.
Eidgah Meer aalam : Eidgah Mir Alam mein Namaz e Eid ul Azhha theek 9:30 bajay hogi. Maulana Hafiz Mohammad Rizwan Qureshi imam o khateeb Makkah Masjid imamat karen ge aur khutba deinge. namaz se Qabl Ameer Millat e Islamia Telangana wo Andhra Pradesh Maulana Hussamuddin Sani Jafer Pasha aur Sheikh-ul-adb Jamia Nizamia Maulana Saifuddin ka urdu mein khitaab hoga.
Eidgah Ujaley Shah: Masjid o Eidgah Ujaley Shah sahib mein Namaz e Eid 8:00 bajay ada ki jaye gi. Maulana Khalid Saifullah Rahmani khutba deinge aur Hafiz o qaari Imran Taqiuddin Sharfi namaz ki imamat farmaen ge.
Eidgah Amberpet : Eidgah hazrat Amber Shah Baba Amberpet mein Namaz e Eid ul Azhha 9:30 bajay ada ki jaye gi. Maulana Dr. Syed Mohammad Hamiduddin Sharfi Director IHARC fazayal e Eid ul Azhha bayan karen ge.
Eidgah Paanch Khanah Langar Houz : Eidgah Paanch Khanah Langar Houz mein Namaz e Eid 9:30 bajay hogi. Qablaz Namaz Maulana Syed Shah Zahiruddin Ali Sufi sjjadahnasheen Dargah hazrat Sufi Azam ka khitaab hoga. Maulana Hafiz o qaari Hasan Khan kaamil ul Hadis Jamia Nizamia khutba deinge aur imamat karen ge.
Eidgah Sanatnagar : Eidgah Sanatnagar mein Namaz e Eid 8:00 bajay hogi. Dr. Mohammad Siraj ur Rehman Farooqi Professor Osmania Dental College imamat karen ge aur khutba deinge.
Eidgah Chilkalguda : Eidgah ahal sunnat wa-aljamaat Chilkalguda Secunderabad mein Namaz e Eid 8:00 bajay ada ki jaye gi. Namaz se Qabl Maulana Syed Khwaja Ziauddin Sabri bayan karen ge aur imamat karen ge.
Eidgah Bilali Hockey Ground: Eidgah Bilali Hockey Ground mein Namaz e Eid ul Azhha 8:15 bajay ada ki jaye gi Maulana Shah Jamal ur Rehman ka Qabl namaz bayan hoga. Maulana Hafiz o Qaari Asad imamat karen ge. Barish ki soorat mein Jamia Masjid A C Guards mein namaz ada ki jaye gi.
Eidgah Gumbadan e Qutub Shahi Golconda: Eidgah Gumbadan e Qutub Shahi , Golconda mein Namaz e Eid 8:45 bajay ada ki jaye gi. Imamat o Khitabat ke faraiz Maulana qaari syed Mateen Ali Shah Quadri anjaam deinge .
Eidgah hazrat Salaar Auwlia Hafizpait : Eidgah hazrat Salaar Aiwloa New Hafizpait mein Namaz e Eid 8:30 bajay hogi.
Eidgah Pahadi Shareef: Eidgah Pahadi Shareef mein Namaz e Eid 9:00 bajay subah ada ki jaye gi. Maulana Mohammad Abdur Rahman imamat karen ge aur khutba deinge.
Eidgah Jilania high take city : Eidgah Jilania mut-tasil Dargah hazrat Mohammad Jilani Quadri Kalimi nazd Lohay ka Charminar Hitec City mein Namaz e Eid ul Azhha 9:00 bajay hogi. Maulana syed Abdul Quadri Jilani fazayal e qurbani bayan farmaen ge aur imamat o khatabat ke faraiz anjaam deinge.
Eidgah Waadi e Mustafa Jal Pally : Eidgah Waadi e Mustafa Jal Pally ke paas Eid ul Azhha ki namaz theek 9:00 bajay ada ki jaye gi. Sadar Committee janab Mohammad Abdur Rauf ka bayan hoga aur eid ka namaz Hafiz o Qaari Riyaz Ahmed Ashrafi padhhayenge.
Eidgah Karkhana Cantonment: Qadeem Eidgah Mohalla Karkhana Cantonment Secunderabad mein Namaz e Eid 9:00 bajay hogi. Hafiz Mohammad Nazeer Ahmed namaz padhhayenge.
Makkah Masjid Charminar : Tareekhi Makkah Masjid mein Namaz e Eid ul Azhha theek 9:30 bajay ada ki jaye gi. Maulana Hafiz o Qaari Mohammad Lateef Ahmed molvi kaamil Jamia Nizamia imamat karenge aur khutba deinge.
Shahi Masjid Bagh e Aamma : Shahi Masjid Bagh e Aamma Nampally mein Namaz e Eid theek 9:00 bajay ada ki jaye gi. Maulana Hafiz Ahsan bin Mohammad Al-Hamoomi Imam o Khateeb Shahi Masjid imamat karenge aur khutba deinge.
Jamia Masjid Muazzampura. Mallepally: Jamia Masjid Muazzampura Mallepally (badi Masjid) mein Namaz e Eid ul Azhha 7:00 bajay ada ki jaye gi.
Jamia Masjid Paltan Malakpet : Jamia Masjid Osmania Sarfaqaas paltan, Malakpet mein Namaz e Eid ul Azhha 7:30 bajay hogi. Qabl az namaz Maulana Hafiz o Qari Mohammad Abdul Jleel Quadri masail o fazayal e Eid ul Azhha bayan karen ge.
Jamia Masjid Alia Gunfoundary: Jamia Masjid Alia Gunfoundary mein Namaz e Eid ul Azhha 9:00 bajay ada ki jaye gi. Qabl az namaz Maulana Mufti Mohammad Muhaammid Hilaal Azmi ka waaz hoga. Maulana Hafiz Mohammad Shahid Hussain imamat karen ge.
Masjid Haj House Nampally: Masjid Haj House Nampally mein namaz Eid ul Azhha 7:15 bajay hogi. Imamat o Khitabat ke farayez Maulana Mufti Dr. Hafiz Mohammad Sabir Pasha Quadri Khateeb o Imam Masjid Haj House imamat o khitabat ke farayez anjaam deinge.
Masjid Quba Goods Shed Nampally: Masjid e Quba Goods Shed Nampally mein Namaz e Eid ul Azhha ki pehli jamaat 6:15 bajay ada ki jaye gi 5:45 bajay subah khitaab hoga. Doosri jamaat 10:30 bajay hogi
namaz bah aitebaar e waqt :
6:20 bajay subah
Masjid Ghouri Jumeraat Bazar : Masjid Ghouri Jumeraat Bazar, Masjid Suffa Jankinagar Toli Chowki,
6 : 30 bajay subah
Madinah Masjid Bada Bazar Yakutpura, Masjid Khurshid Jahi Nampally Railway Station, Masjid Ishat-ul-Uloom L.B. Nagar, Jamia Masjid Syed Ahmed Badpa First Lancers, Masjid Makkah Umm ul Qura Hafiz Baba Nagar, Madarsa Baab-ul-ilm Anwaar e Muhammadi Police Colony Bahadurpura , Masjid Al-Gilani Prashantnagar Colony, Bandlaguda Jageer ‘ Rajendranagar, Masjid Quba Kumharwadi Colony’ Eidi Bazaar, Masjid Ameer imdaad Ali Khan ihata Dargah hazrat Barhana Shah, Masjid Ghansi Khilwat Ground.
6:45 bajay subah
Masjid Haveli Manjhli Begum Sahibaa’ New Road Shah Ali Banda, Masjid Dariba’ Begum Bazar Chhatri, Masjid Sahaba Shaheen Nagar
7:00 bajay subah
Masjid Muhammadi Jalu Khanah Ladbazaar, Masjid Darul Uloom Rahmania Talabkatta Meer Jumla’ Yakutpura, Masjid Kausar Salehnagar Kancha’ Qila Golconda, Masjid Alkausar Hafiz Babanagar, Masjid hazrat Fatahullah Baig nizd Yakutpura Police Station, Jamia Masjid Farooq Azam Himmatpura’ Khilwat (nizd Al-Hiban Hotel), Masjid Moti Asman Jahi’ Chanchalguda, Masjid Sharifa o Mahmood Rehmatnagar’ Yakutpura’ nizd Zafar Road, Masjid Chanwar Piran Hussaini Alam, Jamia Masjid Taleem Amlapur Karwan, Masjid Ayisha Siddiqa Indranagar’ Tadbun, Masjid Mannat Bandlaguda’ Ghausenagar’ Lakeview Hills, Masjid Hafsa IAS Colony’ Toli Chowki, Masjid Ekminar Nampally, Masjid hazrat Shah Lagan mut-tasil Tribunal Court Purani Haveli, Madinah Masjid Vijayanagar Colony nizd Football Ground, Masjid Karima Umar’ Umar Nagar’ Amberpet, Masjid o Dargah hazrat Syed Zahiruddin Kalimullah Balanagar, Masjid Rahmania androon Kamaan Eilchi Bagh’ Mir Alam Manndi.
7 : 15 bajay subah
Masjid Rahmania rubaroo Tribunal Court Purani Haveli, Masjid e Jeelani Pasha Tegal Kunta’ Achireddy Nagar, Masjid khadawein walay Shah Sahib Sultanpura’ Noor Khan Bazar, Jamia Masjid A. C. Guards, Jamia Masjid Salman Farsi Shaheednagar Jhirrah.
7 : 30 bajay subah
Masjid Gouse Ghatala Mallepally, Masjid Ekminar qareeb Qutub Shahi Cricket Stadium, Jamia Masjid Za’al Saif Saeed Eidi Bazaar’ Bandnaka, Masjid hazrat syed Shah Faizullah Hussaini Shakar Gunj, Masjid Saif Sardar Bagh’ Jyotinagar’ Mehdipatnam Ring Road, Masjid Umar bin khattaab Subedar Ameer Ali Khan Road’ nai sadak Chanchalguda, Masjid hazrat Maulvi Mohammad Zamaan Khan sahab shaheed Roop Lal Bazar, Masjid Islamic Center Saat Gumbad Road’ Toli Chowki, Jamia Masjid Sajida Begum Mughalpura, Jamia Masjid Ashrafi Bada Bazaar’ Qila Golconda, Masjid Abidi mut-tasil Dargah hazrat Soonthay Peer Yakutpura Railway Station
8:00 bajay subah
Madinah Masjid Shah Gunj, Jamia Masjid Quadria Ahmednagar’ First Lancers, Masjid Qureshi Kachiguda, Kamela, Masjid Prince Shahamat Jah Bahadur Faran vila’ Red Hills.
8:15 bajay subah
Masjid Ahnaaf Barkas, Jamia Masjid Madinah’ Banunagar Madannapet.
8 : 30 bajay subah
Jamia Masjid Sarwar e Kaunain Fatah Shah Nagar Eidi Bazar, Masjid Bughdadi Taik Nampally, Jamia Masjid Mohammadi nizd Dargah hazrat Syed Khwaja Hasan Barhane Shah Phisalbanda, Jamia Masjid Mohammadi Lane Second Lancers, Masjid Ibrahim khaleel Habib Fatimanagar’ Borabanda, Masjid Kamela nizd Bada Bazar Yamkutpura, Masjid Himmat Yar Jung (Begum ki Masjid) Charminar
9:00 bajay subah
Jamia Masjid Afzal Gunj, Masjid Mohmmdi Nagad ahl-e-sunnat wa-aljamaat Yakutpura Zafar Road, Masjid Wazurunnisa rubaroo Dargah hazrat Kamli walay Shah Dabirpura, Masjid Phool Bagh bairoon Lal Darwaza, Jamia Masjid Dargah Amrullah Shah Moghalpura, Jamia Masjid Shahi Shaiykha hissa ahl-e-sunnat o aljamaat Narkhi Phool Bagh’ Chandrayangutta, Jamia Masjid Fatima Phisalbanda X Eoad, Jamia Masjid Mohammadi South Lalaguda Secunderabad, Jamia Masjid Baala Hisaar Qila Golconda.
9 : 30 bajay subah
Masjid Fakhrunnisa Begum Hari Bowli, Dargah hazrat Syed Baba Sharfuddin Soherwardi Pahadi Shareef, Jamia Masjid Dargah hazrat Syed Khwaja Husn Barhan e Shah, Jamia Masjid Salar ul Mulk nizd Qadeem Eidgah Madannapet, Masjid Mahboobi Dargah Shareef hazrat Mohammad Ilaha Khwaja Mahboob Mirza Chishti Saroornagar, Dargah Shareef Quadri chaman
9 : 45 bajay din
Jamia Masjid ahl-e-sunnat o aljamaat Chilkalguda’ Secunderabad.
10 : 00 bajay din
Masjid Dargah hazrat Nazar Mahboob Shah Quadri Astana Alia Faiz un Nazar Qutub Allahpur,
10 : 30 bajay din
Masjid Takya Moghal Faqeer Shamsheer Gunj Road
jamiat Ahl-al-Hadith ke zair e ihtimaam Namaz e Eid ul Azhha
- Eidgah Kottapet rubaroo Darul yetamm Barkas mein Namaz e Eid 7:00 bajay hogi. Sheikh Abdur Rahim Makki namaz padhhayenge aur khutba deinge. Khawateen ke liye parda ka nazam rahay ga.
- NTR Stadium lower Tankbund mein Namaz e Eid ul Azhha 7:15 bajay subah ada ki jaye gi. Sheikh Shafiq Aalam Khan jamayee hafizullah namaz padhhayenge aur khutba deinge. Khawateen ke liye parda ka nazam rahay ga.
- Quli Qutub Shah Stadium City College mein Namaz e Eid 7:30 bajay ada ki jaye gi. Sheikh Syed Asif Umri namaz padhhayenge aur khutba deinge. Khawateen ke liye parda ka nazam rahay ga .
- Hockey Ground Aiz’zaa High School Chanchalguda mein Namaz e Eid 6:45 bajay subah ada ki jaye gi. Sheikh Safi Ahmed Madani namaz padhhayenge aur khutba deinge. Khawateen ke liye parda ka nazam rahay ga .
- SCF Ground Masabtank mein Namaz e Eid 7:00 bajay ada ki jaye gi. Sheikh Arshad Basheer Madni namaz padhhayenge aur khutba deinge. Khawateen ke liye parda ka nazam rahay ga.
- Welfare Ground rubaroo Toyota Showroom Sanatnagar mein Namaz e Eid 7:00 bajay ada ki jaye gi. Sheikh Syed Hussain Madni namaz padhhayenge aur khutba deinge. Khawateen ke liye parda ka nazam rahay ga.
- Owaisi Play Ground Qila Golconda mein Namaz e Eid 7:00 bajay ada ki jaye gi. Sheikh Nooruddin Umri namaz padhhayenge aur khutba deinge. Khawateen ke liye parda ka nazam rahay ga.
- President Garden Function Hall mut-tasil D-Mart Sheikhpait mein Namaz e Eid 7 : 00 bajay ada ki jaye gi. Sheikh Sajid Asayed Nadvi namaz padhhayenge aur khutba deinge. Khawateen ke liye parda ka nazam rahay ga.
- Mharaja Function Hall Gajula Rama Ram Road’ Jedimetla mein Namaz e Eid 7:00 bajay ada ki jaye gi. Sheikh Mohammad Hamid Madani namaz padhhayenge aur khutba deinge. Khawateen ke liye parda ka nazam rahay ga.
- Open Ground rubaroo Masjid Momin Sun City mein Namaz e Eid 7:30 bajay ada ki jaye gi. Sheikh Hussain alzhrani namaz padhhayenge aur khutba deinge. Khawateen ke liye parda ka nazam rahay ga.
- Eidgah Ahl-al-Hadith Waadi e Hadees mein Namaz e Eid 7:30 bajay ada ki jaye gi. Sheikh Imran Ahmed Salafi namaz padhhayenge aur khutba deinge. Khawateen ke liye parda ka nazam rahay ga.
- Masjid e Sahaba Shaheen Nagar mein Namaz e Eid 6:45 bajay subah ada ki jaye gi. Sheikh Mohammad Abdur Rahim Khurram Umri Jamayee khitaab ke baad namaz ki imamat karen ge. Khawateen ke liye parda ka maaqool intizam rahay ga.