Is waqt telangana me corona ki dusri leher kamzor padh rahi hai aur lockdown zone ki pabandiya me ba tarik narmi k jarahi hai lkin is saaat he corona ki tesri leher ka awaaam k saron par mand la raha hai teesri leher se bachon k ziyad mutasir hone k hadsh hai aur in khadsht k tehadh shehr k do ehem dawakhano nilofour aur Gandhi ko tayar kiya gaya hai.
Dar esna director mehkuma tabayi taleemi telangana ramesh reddy kaha hai ki corona k teesri leher k bachon pe asrat k khadsha hai inho ne kaha bachon per corona ki dawaon k tajroobat jaari hai agar corona se mustasir hoye hai tho aisi surat me kehaaar bistaroon ko shehr Hyderabad k niloufer hospital ko tayar rakha gaya saat he Gandhi hospital me jisko corona k ilhaj ka markaz banaya gaya hai is dawakhno me bachon k liye teen unit kaam karaahe hain inho ne kaha ki kabina k ajlaaz k silsile me mehkhume sehaj se repot talab ki gaye hai reddy ne wazae kiya k mukhtalif zaraye se ye itelat mil rahe hai k humari riyasat me teesr leher me ziyada bachon k mustasir hone ka kahdsha k taham inho ne kaha k pheli lehr se ziyada dusri leher me bachon k mutasir hone ki baat sabit nahi hue hai
Dusri leher k ibteda me baaz school me talba k mutasir hone ka pata chalta ta hum aise bache jinko hospital me dakil karwane k zaroorat padhi inki tedat kafi kam hai inho ne kaha k teesri leher me bachon k ziyda mutasir hone ki italat k darmiyan chef secretor ne masa e ki hai aur mehkume sehat k janib se tamam ekhdedamad ki jaraye hain reddy ne nishani krte hue kaha ne niloufer ka shumar mulk k sar kardo bachon k ilaj k markas k taur par hota hai jis tarha Gandhi hospital ko ilhaj nodle center banaya gaya hai istarha nilofour hospital ko bhi bachon k ilajh ka nodle center bnaya jayega hai Gandhi hospital me bachon k teen units me phele he 1100 bachon ka ilahaj kiya gaya hai.