India

AP Vijayawada waqea: Ahem shaksiaat ke Tweets

By News Desk Roman Urdu

August 09, 2020

Vijayawada: AP ke Vijayawada waqea ke silsila mein ahem shaksiaat ne Tweets  karte hue gehray dukh ka izhaar kiya.

AP ke Vijayawada waqea may Sadar jamhooria Ramnath kovind, naib sadar jamhooria M.Venkaiah Naidu, wazeer-e-azam modi aur wazeer-e-dakhla Amit Shah ne is waqea par gehray afsos ka izhaar kiya. Ahem shaksiaat ke Tweets ke link is tarhan hain.

 

ఆంధ్రప్రదేశ్ లోని విజయవాడ కోవిడ్ ఆస్పత్రిలో ఆదివారం తెల్లవారుజామున జరిగిన అగ్నిప్రమాద ఘటనలో, పలువురు మృతి చెందారని తెలిసి ఎంతో విచారించాను. మృతి చెందిన వారి కుటుంబాలకు సానుభూతిని తెలియజేస్తున్నాను. ప్రమాద బాధితులు త్వరగా కోలుకోవాలని ప్రార్థిస్తున్నాను.

— President of India (@rashtrapatibhvn) August 9, 2020

Anguished by the fire at a Covid Centre in Vijayawada. My thoughts are with those who have lost their loved ones. I pray that the injured recover as soon as possible. Discussed the prevailing situation with AP CM @ysjagan Ji and assured all possible support.

— Narendra Modi (@narendramodi) August 9, 2020

Extremely anguished by the loss of lives in a Covid care centre at Vijayawada following a fire mishap. My heartfelt condolences to bereaved families & prayers for speedy recovery of the injured.

— Vice President of India (@VPSecretariat) August 9, 2020

Deeply anguished by the news of tragic fire accident at a COVID-19 facility in Vijayawada, Andhra Pradesh. Centre assures all possible support to the state govt. My condolences are with the affected families in this time of grief. Praying for the speedy recovery of those injured.

— Amit Shah (@AmitShah) August 9, 2020

Wazeer-e-Azam Modi ne AP ke wazeer-e -aala ko phone karte hue sorat-e-haal se waqfiyat haasil ki aur raahat kamon ki tafseelaat haasil kee. Is mauqa par wazeer-e-aala ne unko bataya ke hukoomat ne pehlay hi marney walay afraad ke arkaan-e-khandan ke liye Ex-gratia ka elaan kardiya hai aur raahat kaam teizi ke sath jari hain. Sadar Jamohooria aur naib sadar jamhooria ne telugu zabaan mein Tweets  kiye. Isi douran AP ke Governor Biswabhusan Harichandan ne bhi is waqea par gehre dukh ka izhaar kiya.

Unhon ne behtar ilaaj ki hidaayat di. isi douran reyasti wazeer-e-Dakhla Mekatoti Sucharita ne nishandahi ki ke yeh hotel lease par li gayi thi aur Ramesh hospital ki janib se isko chalay jaraha tha jahan aag lagnay ka waqea paish aaya.